Showing posts with label Wafa. Show all posts
Showing posts with label Wafa. Show all posts

Wednesday, 6 March 2013


 Nishan Tak Na Milain ge Meri Wafa K Usay,
K Maine Rah Badl Di Hay Aazma K Usay!

Kabhi Na Harf Koi Uski Sadgi Ka Khula,
Warq Warq Parha Main ne Dil Laga K Usay!

Jo Sab Ka Haal Hua Tha Wo Mera Haal Hua,
Bani Na Baat Koi Bat Bhi Suna K Usay!

Mujhy Yaqeen Hai Wo Laut Kar Bhi Ayega,
Magr Udaas Hun Ab Raasta Dikha K Usay

Sahil ~ ~ ~

 

Tuesday, 5 March 2013


Ussay Bewafa Kehna B Mere Liye Gunnaah Ki Baat hai,,

Bewafa Tu Ussay Kehtay Hain Jo Wafa Kar K Chorr
Jaye.,

Sahil ~ ~ ~
 

Saturday, 6 October 2012



Wafa Ka Naam Suna Tha Puranay Loogon Se.

Hamre Waqt Mein Ye Hadsa Howa Hi Nahe.

$@hil~~~

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...