Chashm-e-Saaqi ne ye kya khel racha rakha hai,.
koi 'zahid' koi 'madhosh' bana rakha hai,.
Jo phansa phir na kabhi usny rehai mangi,
Teri zulfon ne ajab jal biccha rakha hai,.
Husn ho, ishq ho,. dono ka asar yaksan hai,.
Cheez hai aik magar naam juda rakha hai,.
Rukh pe lehraati h kabhi, shaano se ulajh parti hain,
Tu ne zulfon ko bohat sar pe charha rakha hai,.
Teri makhmour nigahon se hai ronaq sari,
warna "SAQI" tere maikhaney m kya rakha hai.
It is a shame that this ghazal is found on many portals but none has the name of the poet. What is poet's name?????
ReplyDelete