Friday 21 May 2010

Dil mera har lamha jisay paaney ki dua kerta hai

Dil mera har lamha jisay paaney ki dua kerta hai ..!
Misl-e-Khushbu meri saanson mein bsaa krta hai ..!
Uss k lehjay se gulaabon ki mehak aati hai ..!
Baat karta hai to waqt ruka karta hai ..!
Sochta hoon k ek baar bewafaai karun .!
"Main bhi to dekhoon k wo kaisey wafa kerta hai"...?

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...