Wednesday, 13 March 2013
Tuesday, 12 March 2013
Tere Laut Aane Ka Intezar Karta Hu..
Dekh Mai Tujhse Kitna Pyar Karta Hu..
Mai Banata Hu Kagaz Pe Teri Tasveer..
Phir Unse Baatein Hazar Karta Hu..
Tere Dukh Bhi Khuloos-E-Niyat Se..
Apne Dukhon Me "SHUMAR" Karta Hu..
Sach Samajhta Hu Jhoot Bhi Tera..
Youn Mai Tera "AITBAR" Karta Hu..
Abhi Bhi Sochta Hu Toh Aankhein Bheeg Jati Hai..
Aye Jaan-E-Jaa Mai Tumse.. Itna Pyar Karta Hu ....
Dekh Mai Tujhse Kitna Pyar Karta Hu..
Mai Banata Hu Kagaz Pe Teri Tasveer..
Phir Unse Baatein Hazar Karta Hu..
Tere Dukh Bhi Khuloos-E-Niyat Se..
Apne Dukhon Me "SHUMAR" Karta Hu..
Sach Samajhta Hu Jhoot Bhi Tera..
Youn Mai Tera "AITBAR" Karta Hu..
Abhi Bhi Sochta Hu Toh Aankhein Bheeg Jati Hai..
Aye Jaan-E-Jaa Mai Tumse.. Itna Pyar Karta Hu ....
Sahil ~ ~ ~
Chalo door chalte hai iss duniya se kahi
Jaha tum ho aur me hu aur koi kahi nahi
Jaha tum ho aur me hu aur koi kahi nahi
Jaha sirf tumhari mahak ho phulo ki nahi
Jaha dhkehu tumhari aankho se apni nahi
Jaha noor ho tere chehre ka chand ka nahi
Jaha mausam ho pyaar ka taqraar ka nahi
Jaha hawaye ho teri zulfo ki mitti ki nahi
Chalo dur chalte hai iss duniya se kahi….!!
Sahil ~ ~ ~
Uski Doli thi
Mera Janaza tha
PhooL us per b thay
PhooL mjh per b thay
Mehfil wahan b thi
Majma yahan b tha
Un ka hasna wahan
in ka rona yahan
Saheliyan us ki b thin
Dost mery b thay
Do qul us k parhay
Do qul mery parhay
Qaazi udhar b tha
Molvi idhar b tha
Wo saj k gaey
mujay sajaya gaya
Wo uth k gye
mujay uthaya gya
Faraq sirf itna sa hai.
Usay Apnaya gya
Mujay Dafnaya gya…,
Mera Janaza tha
PhooL us per b thay
PhooL mjh per b thay
Mehfil wahan b thi
Majma yahan b tha
Un ka hasna wahan
in ka rona yahan
Saheliyan us ki b thin
Dost mery b thay
Do qul us k parhay
Do qul mery parhay
Qaazi udhar b tha
Molvi idhar b tha
Wo saj k gaey
mujay sajaya gaya
Wo uth k gye
mujay uthaya gya
Faraq sirf itna sa hai.
Usay Apnaya gya
Mujay Dafnaya gya…,
Sahil ~ ~ ~
Subscribe to:
Posts (Atom)