Saturday, 2 March 2013



Aisa toota hai tamanaon ka pindaar k bus !
Dil ne jhailay hain mohabbat mein wo azaar k bus !

Ek lamhay mein zamanay mere hathon se gaye !
Es qadar taiz hui waqt ki raftaar k bus !

Tu kabhi rakh k humein dekh to bazaar k beech !
Es tarha toot k aaein gay kharidaar k bus !

Kal bhi sadiyon ki musaafat pe kharray they donon !
Darmiyaan aaj bhi parti hai wo deewar k bus !

Ye to ek zid hai k Mohsin main shikayat na kerun !
Warna shikway to hain etnay mere yaar k bus !

 Sahil ~ ~ ~


Kehti rahi par aya na yaqeen usko wafa par meri
Jo hansta raha auro ka saath deyta raha har baat par meri


Ek taraf tou Lipta raha wujood say merey
Dusri taraf Dushmano ko deyta raha Fouqiat har baat par meri


Merey liyey na sahi kuch logo k dar say he KARAM kiya
Ehsan tha tumhara YA ikhtiyar tha sirf us saa at par Meri


Thaam na saka jo meri MUHABBAT ko apney mazboot kaandho par
Janey kyu jacha raha wo BEYWAFA ab tak nigah par Meri


us BEYWAFA ki khatir kiya khud ko BARBAAD
Bey naam -o- nishaan kar gaya jo wujood Zindagi par Meri

 Sahil ~ ~ ~

aaj Kuch Waqt K Liye Pas Mere Kash Tum aa Jao
Bohat Tanha Hoon Main Aj Kash Tum aa Jao

Kabi Khud Ko Itna kamzor Na Honay Dia Mainay
Par aaj Bikhar Gaya Hon Main Kash Tum aa Jao

Kaafi Din Say Ji Raha Hon Bin Teray
aaj nahi Guzar Raha Ek Pal Kash Tum aa Jao

Waqt Ki Raftar B Jaisay Tham Si Gayi Hai
Tham Na Jain Meri Saans Kash Tum aa Jao

Sahil ~ ~ ~

Friday, 1 March 2013


Mai usey phir kabhi kahin nahin janey dunga,
 
Bus Ek baar mera yaar mujhe mil jaye..!! ♥

Sahil ~ ~ ~

Kabhi Ansoo Kabhi Sajde Kabhi Haathon Ka Uth Jana,♥
 
Mohabbatein Nakam ho Jaye To Rabb Hi Yaad Ata hai..!

 Sahil ~ ~ ~




Kuch Or Bhi Jazbon Ko Be'Taab Kiyya Us Ney,
 

Aaj Mehendi Waale Haathon Se Aadaab Kiya Us Ney..!!♥

 Sahil ~ ~ ~

Maqam-e-Mohbbat tum ne samjha hi nahi, warna.. ♥      

Jahan tak tera sath hai waheen tak Zindagi meri

 Sahil ~ ~ ~

Ye Jo Tum Bewaja LarTay Thy Na Mujh Se, ♥
 
Es MohaBBat Ki IbteDa Wahi Say Hwi Hai..!! ♥

Sahil ~ ~ ~

Karna Hai IšђQ Aap Se, Karte Rahenge Hum,

JO Bhi Karna Hai AapkO Maire Sarkaar, Kijiye 

Sahil ~ ~ ~

tujhse miley na they to koi arzoo na thi,
 
dekha tujhe to tere talabgaar ho gaye..!!....

Sahil ~ ~ ~

Kabhi Kuch Soch Ke Likhna Kabhi Kuch Soch Ke Parhna, ♥
 
Yeh Na-Mumkin Si Koshish Hai Mohabat Soch Ke Karna..!

 Sahil ~ ~ ~

Ye Ishq-E-Mohabbat Ki Riwayat Bhi Ajeeb Hai,
 
Pana Bhi Nahi Hai Usey Or Khoona Bhi Nahi Hai.

 Sahil ~ ~ ~


So Baar Marna Chaha Us Ke Nigahon Mein Dhoob Kar,
 
Wo Nigahein Juka Leta Hai Humein Marney Nahi Deta..!!

Sahil ~ ~ ~

Thursday, 28 February 2013


udai ki kasak liye
teri yad ka aansun
har shab ki aankh se tapka hai
~Guzre kal ki tarah
aaj ka din bhi
tum bin
udas guzra hai..

Sahil~ ~ ~ 

Yaadein zidi Hoti hain...!!
Sotay Sotay Soti hain..!!

Raaton ko Samjhaye kaun??
Ghanton baith k Roti hain..!!

Tera daman bhar Dun ga..
Aansu bhi to Moti hain..!!

Aankhain duniya walon say,,
Chup K Shaam Bhigoti hain.!!

Pyaar preetain Roohoun mein,,
Beej Anokhay Boti hain..........!!

Sahil~ ~ ~ 

KOi Umeed JO HOti Tere LOut Aane Ki...
Phir Na HOti Aisi Halat Dil Dewane Ki...
Main TO Har Haal Mein Khush Rehne Ki Justju Mein Raha...
Na Gayi Teri Aadat WOh Sataane Ki...
Zindagi Jabr-e-Musalsal Ki Tarah Kaat Raha HOon...
Nahin Deta KOi Dua Bhi Mar Jane Ki...
Tere Sang Beeta Har Lamha Yaad Aata Hai...
Jab Bhi KOshish Ki Tujhe Bhulane Ki...
Ab TO Aksar Yehi SOchta Rehta HOon 
TujhkO MangOn Yah MangOn Dua Tujhe Bhul Jane Ki...?

Sahil~ ~ ~ 

Mohabat iss tarha jaise Gulaabi titlion k Parr.

Mohabat zindgaani ki Jabeen-e-Naaz ka Jhoomar,

Mohabat arzoo ki seep ka anmol sa Gohar

Mohabat aas ki dhoop mein umeed ki Chaadar,

Mohabat hy

Teri Palkein Teri Aankhein, teri Baatein..

Mohabat hy tumhare hijer ki or wasl ki Raatain...

Mohabat hy teri Dharkan,

Mohabat hy teri Saansein,

Mohabat teri Khamoshi,

Tumhari baat jaisi hy

Mohabat ko agar samjho to tmhari Zaat jaisi hy...

Sahil~ ~ ~ 


Jab Yaad Ka Kissa Kholu Toh,
Kuch Log Bahut Yaad Aate Hai,
Main Guzre Pal Ko Sochun Toh,
Kuch Log Bahut Yaad Aate Hai.
Ab Jane Kaun Si Nagri Mein,
Abaad Hai Jakar Muddat Se,
Main Dair Raat Tak Jaagu Toh,
Kuch Log Bahut Yaad Aate Hai.
Kuch Baate Thi Phoolon Jaisi,
Kuch Lehze The Khusboo Jaise,
Main Saare Chaman Mein Tehlu To,
Kuch Log Bahut Yaad Aate Hai.
Wo Pal Bhar Ki Narazgiyaan,
Aur Maan Bhi Jana Pal Bhar Mein,
Abb Khud Se Bhi Roothun Toh,
Kuch Log Bahut Yaad Aate Hai.
Sahil~ ~ ~ 

Us roz kisi pal muje aaram na aaya

Jis roz mere lub pe tera naam na aya

Ham ne us sham ko sham na kaha

Jis sham tu yad sar-e-sham na aaya.

Sahil~ ~ ~ 

Main TERE Warqon men Bikhra hoon”

“Kabhi woh Purani Kitabein Kholo to Yaad karna”.

“Main Qatra Qatra Barsaat mein Barsoon ga”,

“Jo Un Barshon men Bheego to Yaad karna”.

“Main Saans Saans TERI Yaadon men Basa hoon”,

“Jub Saans ko Ukharta pao to Yaad karna”.

“Men Lamha Lamha TERI Yaad men Jalta hoon”,

“Kabhi Khud ko Khud se Khaffa Paao to Yaad karna”.

“Men Raat Raat TUJHE RUB se Mangta hoon”,

“Kabhi TUM bhi Haath uthaao to Yaad Karna..

Sahil~ ~ ~

Mohabbat Main Jhukna Koi Ajeeb Baat Nahi Hai

Chamakta Suraj Bhi Toh Dhal Jata Hai Chaand K Liye 

Sahil~ ~ ~

Sunday, 24 February 2013

hum hi aagaz mohabbat main they anjan bohot

ہم ہی آغاز محبت میں تھے انجان بہت
ورنہ نکلے تھے تیرے وصل کی عنوان بہت

آئنیہ خانہ ہے حیرت ہے کہ آسیب ہے وہ
آنکھ میں رہ کہ بھی کر تا ہے پریشان بہت

اے غم عشق میری آنکھ کو پتھر کر دے
ہیں میرے سر پہ تیرے اور بھی احسان بہت

فا صلے راہ کے مٹیں گے کیونکر
حسن پابند اناء، عشق تن آسان بہت

اس کو بھی لگ گئی ہے شہر محبت کی ہوا
وہ بھی پت امجد کئی دن سے پریشان بہت

hamry dor may aesa kabhi hoa hi na tha

ہمارے دور میں ایسا کبھی ہُوا ہی نہ تھا
بدل چکا ہے زمانہ ہمیں پتا ہی نہ تھا

جو دشمنوں کو حقیقت کے رو بہ رو کرتا
ہمارے دستِ رسا میں وہ آئینہ ہی نہ تھا

وہ ساتھ دیتا بھی تو کتنی دُور تک دیتا
جو دوستی کے تقاضوں کو جانتا ہی نہ تھا

ہم اس سے اسکا کرم کیسے مانگ سکتے تھے
ہمارے پاس گزارش کا حوصلہ ہی نہ تھا

ہمارے ساتھ جو دھوکہ ہُوا کسی سے نہ ہو
خدا سمجھتے رہے جس کو وہ خدا ہی نہ تھا

جگر کا درد گھٹانے کی کیا دوا کرتے
ہمارے پاس کوئی درد آشنا ہی نہ تھا

میسر آتا ہے سب کچھ لکھا ہپوا-------
بھلے تھے لوگ مۡقدر مرا بھلا ہی نہ تھا

utha ky rakh sy zarra sitara kr ky dekhenge

اُٹھا کے راکھ سے ذرّہ، ستارہ کر کے دیکھیں گے
فلک، دریائے حیرت کا کنارہ کر کے دیکھیں گے

کسی دن، آگ کے شعلے سے بادل کو بنائیں گے
کسی دن، برف گالے کو شرارہ کر کے دیکھیں گے

کوئی پل، خواب جگنو روک لیں گے اپنی مٹھی میں
کوئی پل، روشنی کو استعارہ کر کے دیکھیں گے

کبھی، خاموش لمحوں میں کریں گے گفتگو جذبے
کبھی، گویا رُتوں میں حرف اشارہ کر کے دیکھیں گے

تمہارے نام ، کچھ پل کر کے صدیوں کا سکوں پایا
تمہارے نام، جیون اب تو سارا کر کے دیکھیں گے

سنو! ہم کر چکے بیعت، جنوں کو کر چکے مرشد
سنو! کس نے کہا ہم، استخارہ کر کے دیکھیں گے

ترے احساس، میں ضم ہو گیا احساس کا---------
ترے احساس کو خوشبو کا دھارا کر کے دیکھیں گے

Shikwa-e-ishq hy jurat-e-guftar ka paband..Lekin..
 
Jo Lafzon main Bayan ho Mohsin Wo Muhabat nahi hoti

 Sahil ~ ~ ~

Wo hum sey poochtey hain kahan rehtey ho aj kal "Mohsin"

Kaash k kabhi uss ney apney DIL mein bhi daikha hota__!!

Sahil ~ ~ ~ 


Mar jaoon main agar, to aansu
mat bahana,
bas kafan ki jagah apna dupatta
chada jana,
koi pooche ki rog kya tha,
to sir jhuka ke mohabbat bata
jana.

Sahil ~ ~ ~

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...